qeemti moti

shaikh saadi. ki kitaab se aik hikayat he. aik bar barish ka aik nanna qatra asman se samndar mein gira. tb wo itne wasee o ariz samandr ko dekh k sharminda hova k me nanna qatra hun or ye itna bara samndar he is k samne to meri koi hessiyat nahi tb hi aik seep matlb sadaf ne apna muo khola or apne undar chopa liya. or uska buhat khayal rarkha piyar se pala or aik din wo nanna qatra qeemti moti ban gaya.  natija is se ye nikla k kabhi b apne aap ko ghair eham mat samjho. khuda ki khudaie hamari aqal ko dang kr dene wali he he chez dunya mein peda krne ki waja he koi b bewaja nahi. hamesha hamen khda ka shuker ada krte rehna chahiey. Allah hafiz.

Comments

Popular posts from this blog

khayal-e-gumnam

Amazing facts